Indian Film History

Diwali Ki Raat Piya Ghar Lyrics

From Kanchan (1955)

Singers
Suraiya
Duration
3:04
Diwali ki raat piya ghar Aanewale hain Sajan ghar aanewale hain Balam ghar aanewale hain Diwali ki raat piya ghar Aanewale hain Sajan ghar aanewale hain Balam ghar aanewale hain Jhum jhum kar diye ki bati Mere dil ko kare ishara Jhum jhum kar diye ki bati Mere dil ko kare ishara Jan gayi mai aane wala Hai tera sajan pyara Jan gayi mai aane wala Hai tera sajan pyara Diwali ki raat piya ghar Aanewale hain Sajan ghar aanewale hain Balam ghar aanewale hain Jeen galiyo se aaye balmva Un galiyo mein nain bichhau Jeen galiyo se aaye balmva Un galiyo mein nain bichhau Kadam kadam par aashao Ke dip jalati jau Kadam kadam par aashao Ke dip jalati jau Diwali ki raat piya ghar Aanewale hain Sajan ghar aanewale hain Balam ghar aanewale hain Aaj raat aankho aankho me Kah dungi sab dil ki bate Aaj raat aankho aankho me Kah dungi sab dil ki bate Roz roz kab aati hai ye Madhur milan ki raate Roz roz kab aati hai ye Madhur milan ki raate Diwali ki raat piya ghar Aanewale hain Sajan ghar aanewale hain Balam ghar aanewale hain Diwali ki raat piya ghar Aanewale hain Sajan ghar aanewale hain Balam ghar aanewale hain.

More songs from Kanchan

Diwali Ki Raat Piya Ghar Lyrics - Kanchan (1955) | Indian Film History