Tujhe Lift Car Mai De Du Lyrics | Kanoon

            
            Tujhe lift car mein de doon
To gift mujhe kya dogi
Tujhe lift car mein de doon
To gift mujhe kya dogi
Vada kar lo hottal mein
Mujhe chay pilaogi
Are vaada kar lo hottal mein
Mujhe chay pilaogi
Ja re ja deewane ja
Mere pichhe na aa
Aayine mein shkal apni
Tune dikhi hai kya

Ja re ja divane ja
Mere pichhe na aa
Aayine mein shkal apni
Tune dikhi hai kya
Tujhe lift car mein de doon
To gift mujhe kya dogi
Tujhe lift car mein de doon
To gift mujhe kya dogi
Vada kar lo hottal mein
Mujhe chay pilaogi
Are vaada kar lo hottal mein
Mujhe chay pilaogi
Ja re ja deewane ja
Mere pichhe na aa
Aayine mein shkal apni
Tune dikhi hai kya
Ja re ja deewane ja
Mere pichhe na aa
Aayine mein shkal apni
Tune dikhi hai kya
Lift tujhe chahiye agar
To aise nakhre na kar
Chal baath ja ab mujhe bhi
Jaldi jana hai ghar
Le lo lift le lo lift
Na lungi na lungi
Aye lift tujhe chahiye agar
To aise nakhre na kar
Chal bath ja ab mujhe bhi
Jaldi jana hai ghar
Janu main tere irade sabhi
Bato me teri main aau ma kabhi
Tujhe lift car mein de doon
To gift mujhe kya dogi
Tujhe lift car mein de doon
To gift mujhe kya dogi
Vada kar lo hottal mein
Mujhe chay pilaogi
Are vada kar lo hottal mein
Mujhe chay pilaogi
Ja re ja deewane ja

Mere pichhe na aa
Aayine mein shkal apni
Tune dikhi hai kya
Ja re ja deewane ja
Mere pichhe na aa
Aayine mein shkal apni
Tune dikhi hai kya
Jane man o gulbadan
Samne mai hu tere
Chehra tu kya dekhti hai
Dekh le dil ko mere
Le lo lift le lo lift
Na lungi na lungi
Are jane mann o gulbadan
Samne main hu tere
Chehra tu kya dekhti hai
Dekh le dil ko mere
Chehre se lagta hai majnu mujhe
Par koi lla milge na tujhe
Tujhe lift car mein de doon
To gift mujhe kya dogi
Tujhe lift car mein de doon
To gift mujhe kya dogi
Vada kar lo hottal mein
Mujhe chay pilaogi
Are vada kar lo hottal mein
Mujhe chay pilaogi
Ja re ja deewane ja
Mere pichhe na aa
Aayine mein shkal apni
Tune dikhi hai kya
Ja re ja deewane ja
Mere pichhe na aa
Aayine mein shkal apni
Tune dikhi hai kya.