Ikdam Tikda Tikdi Re, Meri Jaan Gajab Me Aayi Re Lyrics | Karamdaata

                        aage dusman piche dusman
upar dusman niche dusman
daye dusman baye dusman
tauba tauba tauba tauba tauba tauba tauba tauba
upar se shadi ka chakkar jane kaisa aa gaya
ikdam tikdan tikda re meri jan gazab me aayi re

lo say wai wai lo say wai wai

aazad ho panchi ki tarah koi bhi na mujhko kaid kare
udti hi firu ji chahe jaha koi bhi na mujhpe pahra kare

kaido se ghabrayi re mahlo se bhag aayi re
ikdam tikdan tikda re meri jan gazab me aayi re

lo say wai wai lo say wai wai
lo say wai wai lo say wai wai
ikdam tikdan tikda re meri jan gazab me aayi re
nilam ka gagan heere ki jami nilam ka gagan heere ki jami
mai aa pahuchi guljaro me dam mera hamesha ghut ta raha
un chandi ki diwaro me mastana angdayi re manjil yaha payi re
ikdam tikdan tikda re meri jan gazab me aayi re
ikdam tikdan tikda re meri jan gazab me aayi re
lo say wai wai lo say wai wai lo say wai wai lo say wai wai