Insan Mara Karte Hai Vishwas Nahi Marta Hai Lyrics | Karan Arjun

Lyricist : Indeevar
Music Director : Rakesh Roshan , Rajesh Roshan
Singer : Udit Narayan
                        
                        insan mara karte hai
vishwas nahi marta hai
na mumkin ko bhi mumkin
vishwas kiya karta hai
sapne sach ho jate hai
har duwa kaam aati hai
vishwas ki dor hai aisi
apno ko khinch lati hai
ye bandhan to
pyar ka bandhan hai
janmo ka sangam hai
sangam hai
sangam hai
sangam hai