Indian Film History

Jab Dukh Se Man Lyrics

From Karm (1977)

Lyricist
Bharat Vyas
Duration
7:04
Hari om hari om hari om hari om Jab dukh se man ghabra jaye Har or nirasha cha jaye Jab dukh se man ghabra jaye Har or nirasha cha jaye Jab ek kiran bhi aasha ki Aati ho nahi najar Prarthana kar prarthana kar Jagat ke palan hare se Prarthana kar prarthana kar Hari om hari om hari om hari om Hari om Tu jan bujh koi pap na kar Ho jaye to paschatap na kar Tu jan bujh koi pap na kar Ho jaye to paschatap na kar Ye sab lila us ishwar ki Tu dhyan usi ka dhar Prarthana kar prarthana kar Jagat ke palan hare se Prarthana kar prarthana kar Hari om hari om hari om hari om Hari om Jisko na kisi ne dekha hai Wo ek karam ki rekha hai Jisko na kisi ne dekha hai Wo ek karam ki rekha hai Wo sab ka bhagya vidhata hai Sabki hai use khabar Prarthana kar prarthana kar Jagat ke palan hare se Prarthana kar prarthana kar Hari om hari om hari om hari om Hari om Joli sukh se bhar dega wo Sab bhul xama kar dega wo Joli sukh se bhar dega wo Sab bhul xama kar dega wo Chahe jag tuhjase mukhada phere Tu usase mila nazar Prarthana kar prarthana kar Jagat ke palan hare se Prarthana kar prarthana kar Hari om hari om hari om hari om Hari om.

More songs from Karm

Jab Dukh Se Man Lyrics - Karm (1977) | Indian Film History