Chanda Mama Se Pyara Lyrics | Kartavya

                        
                        chanda mama se pyara mera mama
meri aanhko ka tara mera mama

ek din dulha raja ke sang
char kahar bulau
apne hatho se hi
mai doli me tujhe bithau
us din mujhko chhod ke tu
aisi dunia me jaye
har ek ladki jaha se wapas
laut ke fir na aaye
rota rahega bechara tera mama
rota rahega bechara tera mama