Indian Film History

Chota Sa Fasana Lyrics

From Karwaan (2018)

Duration
2:12
Chota sa fasana Kisi ko pata na Isey kya sunana Chal pade hain jo hum Ab kaisa bahaana Isey hai nibhaana Chal pade hain jo hum Ab kaisa bahaana Isey hai nibhaana Bekhabar main yahaan Befikar hai jahaan Kisey kya bataana Ki dil mera ho..hai banjaara ho.. Par man phir bhi ho..yeh maane na… Khuli aankhein dekhe Manzar nayaa sa hai Dekho raahein pooche Manzil meri kaha hai Ho pata laapata Kisi ko kya pataa Ki mujhe jaana hai kahaan? Iss safar ki wajah Hai yeh farz yaa sazaa Yeh maine jaana hai kahaan? Ki dil mera ho.. hai banjaara ho.. Par man phir bhi ho.. yeh maane na…

More songs from Karwaan