Indian Film History

Main Solah Baras Ki Lyrics

From Karz (1980)

Lyricist
Anand Bakshi
Duration
5:09
Tu kitne baras ka Tu kitne baras ki Main solah baras ki To main satrah baras ka Solah satra satra solah Mil na jaayen naina Ek do baras zara door Rehna ek do baras zara door rehna Kuch ho gaya to phir na kehna Main solah baras ki Tu satrah baras ka Main solah baras ki Tu satrah baras ka Mil jaayen naina kuch bhi Ho mushkil hai door rehna Kuch ho gaya to phir na kehna Tu solah baras ki Main satrah baras ka Tu solah baras ki Main satrah baras ka Mil jaayen naina ek Do baras zara door rehna Kuch ho gaya to phir na kehna Parbat se ghanghor ghataayen Takraayen to kya ho barsaat ho Tere dil se mera dil mil Jaaye to kya ho baraat ho Jaane kab barsaat ho Jaane kab baraat ho Mera dil to chaahe aaj Ki raat milan ki raat ho Kyon kyon kyon kyon kyonki Tu solah baras ki Main satrah baras ka Tu solah baras ki Main satrah baras ka Mil jaayen naina ek do Baras zara door rehna Kuch ho gaya to phir na kehna Sachche premi sab milte hain Ab dekhen hum kab milte hain Milne mein ab kya mushkil hai Teri meri ik manzil hai Door hai woh nazdeek nahin hai Ab yeh milna theek hai Kyon kyon kyon kyon kyon ki Main solah baras ki Tu satrah baras ka Main solah baras ki Tu satrah baras ka Mil jaayen naina kuch bhi Ho mushkil hai door rehna Kuch ho gaya to phir na kehna Ho ek do baras zara door rehna Kuch ho gaya to phir na kehna Main solah baras ki Main satrah baras ka Main solah baras ki Main satrah baras ka.

More songs from Karz

Main Solah Baras Ki Lyrics - Karz (1980) | Indian Film History