Indian Film History

Le Lo Kasam Dhande Lyrics

From Kasam Dhande Ki (1990)

Singers
Amit Kumar
Music
Vijay
Duration
0:49
mehnat ki roti khata rahunga mehnat ki roti khata rahunga yun hi pasina bahata rahunga faanda na apun karega paakit na apun maarenga le lo kasam dhandhe ki mujhse le lo kasam dhandhe ki mehnat ki roti khata rahunga imaandari mujhko badi pyaari choro se bhari hai duniya ye pyari imaandari mujhko badi pyaari kar lega jo mujhse ek baar dhandha umarbhar na bhulega mujhko vo banda dil na kisi ka todun main graahak koi chhodu main le lo kasam dhandhe ki mujhse le lo kasam dhandhe ki mehnat ki roti khata rahunga ohho ohho ho ho ho ho ho ho ho topi pahan ke log laakho kamaaye topi hum firaaye to chor kahlaaye topi pahan ke log laakho kamaaye netagiri hai bina punji ka dhandha dete raho bhashan jama karte raho chanda chande se ghar na bharenga netagiri na karenga le lo kasam dhandhe ki mujhse le lo kasam dhandhe ki mehnat ki roti khata rahunga yun hi pasina bahata rahunga faanda na apun karega paakit na apun maarenga le lo kasam dhandhe ki mujhse le lo kasam dhandhe ki le lo kasam dhandhe ki mujhse le lo kasam dhandhe ki

More songs from Kasam Dhande Ki

Le Lo Kasam Dhande Lyrics - Kasam Dhande Ki (1990) | Indian Film History