Indian Film History

Kyun Dekhte Ho Gair Ko Lyrics

From Kasam Khoon Ki (1977)

Lyricist
Verma Malik
Duration
4:42
aaa aaa o o laah ka tod ke pahra aayi hu tere pyaar me apni galiyaa chhodke dekho aa baithi bazar me kyu dekhte ho gair ko aankhe mila mila kar, aankhe mila mila kar koi tujhko le na jaye, koi tujhko le na jaye rasta bata bata kar, rasta bata bata kar kyu dekhte ho gair ko tum bhi nay nay ho galiya nayi nayi hai tum bhi nay nay ho galiya nayi nayi hai in tang raaston me bhatke huye kahi hai palkon me rakh na le koi, palkon me rakh na le koi palke jhuka jhuka kar, palke jhuka jhuka kar kyu dekhte ho gair ko tu hi bata de kaise dil me tere samaau tu hi bata de kaise dil me tere samaau kaisi wafa jataau, kaisi adaa dikhaau aanchal me aa chhupalu, aachal me aa chhupalu sabse bacha bacha kar, sabse bach bacha kar kyu dekhte ho gair ko aankhe mila mila kar, aankhe mila mila kar koi tujhko le na jaye, koi tujhko le na jaye rasta bata bata kar, rasta bata bata kar kyu dekhte ho gair ko

More songs from Kasam Khoon Ki

Kyun Dekhte Ho Gair Ko Lyrics - Kasam Khoon Ki (1977) | Indian Film History