Jeena Bhi Kya Hai Jeena (II) Lyrics | Kasam Paida Karne Wale Ki

                        jina bhi kya hain jina, teri aankho ke bina
jina bhi kya hain jina, tere hotho ke bina
ha ha ho ho ha ha
jina bhi kya hain jina, teri baahon ke bina
jina bhi kya hain jina, teri chhanv ke bina
tere liye main mere liye tu o o o
tere liye main mere liye tu o o o
jina bhi kya hain jina, teri aankho ke bina
jina bhi kya hain jina, teri baahon ke bina

nilam si aankhe hoth gulaabi
aag laga de laga de laga de
ye shard raate ye mulakaate
paagal bana de bana de bana de
tere liye main mere liye tu o o o

tere liye main mere liye tu o o o
jina bhi kya hain jina, teri aankho ke bina
jina bhi kya hain jina, teri baahon ke bina
ha ha ho ho ha ha

ye rup tera ye rang tera
aisi javaani javaani javaani
dekhe tujhe to kaise ye saanse
ho na divaani divaani divaani