Indian Film History

Hai Duniya Usi Ki Zamana Usi Ka Lyrics

From Kashmir Ki Kali (1964)

Lyricist
S H bihari
Duration
4:44
hai duniyaa usi ki, zamaanaa usi kaa mohabbat me jo ho gayaa ho kisi kaa luta jo musafir dil ke safar me hai jannat yah duniya uski nazar me luta jo musafir dil ke safar me hai jannat yah duniya uski nazar me usi ne hai lutaa maza zindagi ka mohabbat me jo ho gaya ho kisi ka hai sajade ke kaabil har vo divana ke jo ban gaya ho tasavir-e-jaana hai sajade ke kaabil har vo divana ke jo ban gaya ho tasavir-e-jana karo ehtaraam us ki divanagi ka mohabbat me jo ho gaya ho kisi ka barbaad hona jiski ada ho dard-e-mohabbat jiski dava ho barbaad hona jiski ada ho dard-e-mohabbat jiski dava ho sataega kya gam use zindagi ka mohabbat me jo ho gaya ho kisi ka

More songs from Kashmir Ki Kali

Hai Duniya Usi Ki Zamana Usi Ka Lyrics - Kashmir Ki Kali (1964) | Indian Film History