Apni Preet Ko Dhundh Raha Hu Duniya Lyrics | Kasturi

                        
                        apni preet ko dhund raha hu dunia ke mele me
jaise hiran bechain bhatakta
jaise kiran bechain bhatakta firta hai
firta hai ban ban me

mahki kaha kashturi are bawre kab samjhega
mahki kaha kasturi dil me base hai
fir bhi dil pahchan na paya rat na jane din ko
ye najdiki bani hui hai kyu kyu jiwan me puri
mahki kaha kashturi are bawre kab samjhega
mahki kaha kasturi kya na milega kya na milega
man chaha hum chahe jitna chahe

kya duniya me mil na sakegi
hum dono ki rahe bhigi rahe nigahe
kab tak aahe aahe bhare majburi
mahki kaha kashturi are bawre kab samjhega
mahki kaha kasturi