Indian Film History

Kaun Hai Jo Sapano Mein Aaya (Title) Lyrics

From Kaun Hai Jo Sapno Mein Aaya (2004)

Duration
5:46
Jahaan maine dekha usiko hi paaya Yeh kya dard e dil mere dil mein jagaaya Subah shaam mere khayaalon pe chhaaya Kaun hai jo sapano mein aaya Kaun hai jo sapano mein aaya Kaun hai jo sapano mein aaya Kaun hai jo sapano mein aaya Jahaan maine dekha usiko hi paaya Yeh kya dard e dil mere dil mein jagaaya Subah shaam mere khayaalon pe chhaaya Kaun hai jo sapano mein aaya Kaun hai jo sapano mein aaya Kaun hai jo sapano mein aaya Kaun hai jo sapano mein aaya Woh sabse haseen hai, woh sabse juda hai Yeh aashiq deewaana usipe fida hai Woh sabse haseen hai, woh sabse juda hai Yeh aashiq deewaana usipe fida hai Kisi din laaunga use rubaru main Mohabbat ka kissa karunga shuru main Mujhe chhupake usane bahot hai sataaya Yeh kya dard e dil mere dil mein jagaaya Subah shaam mere khayaalon pe chhaaya Kaun hai jo sapano mein aaya Kaun hai jo sapano mein aaya Kaun hai jo sapano mein aaya Kaun hai jo sapano mein aaya Woh raaton ki nindein udaane laga hai Mere khaayishon ko jagaane laga hai Woh raaton ki nindein udaane laga hai Mere khaayishon ko jagaane laga hai Adaao ke nakhare dikhaaungi usako Main had se jyaada sataaungi usako Meri dhadkano wahi hai samaaya Yeh kya dard e dil mere dil mein jagaaya Subah shaam mere khayaalon pe chhaaya Jahaan maine dekha usiko hi paaya Yeh kya dard e dil mere dil mein jagaaya Subah shaam mere khayaalon pe chhaaya Kaun hai jo sapano mein aaya Kaun hai jo sapano mein aaya Kaun hai jo sapano mein aaya Kaun hai jo sapano mein aaya.

More songs from Kaun Hai Jo Sapno Mein Aaya

Kaun Hai Jo Sapano Mein Aaya (Title) Lyrics - Kaun Hai Jo Sapno Mein Aaya (2004) | Indian Film History