Indian Film History

Aadha Chand Aadhi Raat Lyrics

From Kaun Sachcha Kaun Jhootha (1997)

Duration
4:52
Aadha Chand Aadhi Raat Hain Chahat Ki Adhoori Baat Hain Tune Is Tarha Mujhko Di Sadaa Main Aa Gayi Main Aa Gayi Saathiya O Piya Aadha Chand Aadhi Raat Hain Chahat Ki Adhoori Baat Hain Tune Is Tarha Mujhko Di Sadaa Main Aa Gayi Main Aa Gayi Saathiya O Piya Jo Aaj Hain Toh Kal Nahin Lamha Ye Pyaar Ka Kis Ko Pataa Ke Kab Kahaan Hona Pada Judaah Jo Aaj Hain Toh Kal Nahin Lamha Ye Pyaar Ka Kis Ko Pataa Ke Kab Kahaan Hona Pada Judaah Lag Jaaye Yun Gale Yeh Pal Na Dhale Main Aa Gayi Main Aa Gayi Saathiya O Piya Kaise Dilaun Main Yakeen Mujhko Zara Bataa Teri Main Sirf Teri Tujhko Nahin Pataa Kaise Dilaun Main Yakeen Mujhko Zara Bataa Teri Main Sirf Teri Tujhko Nahin Pataa Duniya Chhod Ke Rashmein Tod Ke Main Aa Gayi Main Aa Gayi Saathiya O Piya Aadha Chand Aadhi Raat Hain Chahat Ki Adhoori Baat Hain Tune Is Tarha Mujhko Di Sadaa Main Aa Gayi Main Aa Gayi Saathiya O Piya.

More songs from Kaun Sachcha Kaun Jhootha

Aadha Chand Aadhi Raat Lyrics - Kaun Sachcha Kaun Jhootha (1997) | Indian Film History