Indian Film History

Mai To Pani Piya Tha Lyrics

From Keemat (1973)

Lyricist
Anand Bakshi
Duration
5:26
Bol bol aye darwaje Bol bol aye khidki Bol bol aye diwar Maine to pani piya tha Ye kya ho gaya ye kya ho gaya Ye kya ho gaya ye kya ho gaya Bol bol aye darwaje Bol bol aye khidki Bol bol aye diwar Maine to pani piya tha Ye kya ho gaya ye kya ho gaya Ye kya ho gaya ye kya ho gaya Jagi so gayi mai mast Aisi ho gayi mai Rashta kho gaya hai Ya rashte me kho gayi mai Jagi so gayi mai mast Aisi ho gayi mai Rashta kho gaya hai Ya rashte me kho gayi mai Chali to giri se Giri to uthi re Uthi to giri mai fir diwani Maine to pani piya tha Ye kya ho gaya ye Kya ho gaya Ye kya ho gaya ye Kya ho gaya Mera ghar kaha hai Kya yaha hai ya waha hai Kiski ye gali hai kiska ye maka hai Mera ghar kaha hai Kya yaha hai ya waha hai Kiski ye gali hai kiska ye maka hai Koi to aaye re kuch bataye re Mujh pe kare meharbani Maine to pani piya tha Ye kya ho gaya ye Kya ho gaya Ye kya ho gaya ye Kya ho gaya Aisa lag raha din Gulabi ho gaye hai Bina ek mere sab Sharabi ho gaye hai Aisa lag raha din Gulabi ho gaye hai Bina ek mere sab Sharabi ho gaye hai Are are re pare re pare re Kare tu kyu ched khani Maine to pani piya tha Ye kya ho gaya ye Kya ho gaya Ye kya ho gaya ye Kya ho gaya.

More songs from Keemat

Mai To Pani Piya Tha Lyrics - Keemat (1973) | Indian Film History