Aao Na Dekha Lyrics | Khajoor Pe Atke

                        
                        Aao na dekha, taao na dekha
Aao na dekha, taao na dekha
Dod pade zazbaat re
Aisi family feeling ki
Sabko hai darkaar re...

Aao na dekha, taao na dekha
Aao na dekha, taao na dekha
Dod pade zazbaat re
Aisi family feeling ki
Sabko hai darkaar re...

Koi kisi ka nahi jahan...
Koi kisi ka nahi jahan

Koi kisi ka nahi jahan
Kya maan, bahan, bhai, baap re
Aaj ki duniya mein bhaiya
Bahut badi yeh baat re

Ab dekhne kahan milta hai
Aaj aisa pyar re
Ab dekhne kahan milta hai
Aaj aisa pyar re

Aao na dekha, taao na dekha
Aao na dekha, taao na dekha
Dod pade zazbaat re
Aisi family feeling ki
Sabko hai darkaar re...

Aao na dekha, taao na dekha
Aao na dekha, taao na dekha
Dod pade zazbaat re
Aisi family feeling ki
Sabko hai darkaar re...