Indian Film History

Kya Khoya Lyrics

From Khamoshiyan (2015)

Lyricist
Rashmi Singh
Duration
5:29
Mere mann chal duniya se ab door chale Raahon ki ungli thaame chalte chale Mere mann chal duniya se ab door chale Raahon ki ungli thaame chalte chale Na khushi aur na gham ho jahaan Dhoond le koi aisi jagah Kya khoya kya paaya Itna kyun soche hai Tu hai nadiya, tu hai dariya Kyun khudko roke hai Kya khoya kya paaya Itna kyun soche hai Tu hai nadiya, tu hai dariya Kyun khudko roke hai Jo ho gaya hai woh hona tha Jo ho raha hai woh hoyega Kaahe hai kose laqeeron ko Paayega wohi jo boyega Ho naye kuch savere jahaan Dhoond le koi aisi jagah Kya khoya kya paaya Itna kyun soche hai Tu hai nadiya, tu hai dariya Kyun khudko roke hai Kya khoya kya paaya Itna kyun soche hai Tu hai nadiya, tu hai dariya Kyun khudko roke hai Kadmon ko kar apne awaara Mausam na honge ye dobara Jeet na paayega woh jag mein Khud se jo pehle se ho haara Kuch naye se woh sapne jahaan Dhoond le koi aisi jagah Kya khoya kya paaya Itna kyun soche hai Tu hai nadiya, tu hai dariya Kyun khudko roke hai Kya khoya kya paaya Itna kyun soche hai Tu hai nadiya, tu hai dariya Kyun khudko roke hai Mere mann chal duniya se ab door chale Raahon ki ungli thaame chalte chale Mere mann chal duniya se ab door chale Raahon ki ungli thaame chalte chale Na khushi aur na gham ho jahaan Dhoond le koi aisi jagah Kya khoya kya paaya Itna kyun soche hai Tu hai nadiya, tu hai dariya Kyun khudko roke hai Kya khoya kya paaya Itna kyun soche hai Tu hai nadiya, tu hai dariya Kyun khudko roke hai.

More songs from Khamoshiyan