Indian Film History

Hamein Ab Ye Jeena Ghawara Lyrics

From Khel (1950)

Duration
3:20
Hamein Ab Ye Jeena Gawaara Nahin Hai Hamein Ab Ye Jeena Gawaara Nahin Hai Ke Duniya Mein Koi Hamaara Nahin Hai Ke Duniya Mein Koi Hamaara Nahin Hai Bahut Unko Chaaha Ke Apna Banaayein Apna Banaayen Bahut Unko Chaaha Ke Apna Banaayein Apna Banaayen Muqadaar Ko Lekin Gawaara Nahin Hai Hamein Ab Ye Jeena Gawaara Nahin Hai Ke Duniya Mein Koi Hamaara Nahin Hai Mohabbat Mein Aisa Koi Din Na Guzra Mohabbat Mein Aisa Koi Din Na Guzra Jise Hamne Rokar Guzaara Nahin Hai Hamein Ab Ye Jeena Gawaara Nahin Hai Ke Duniya Mein Koi Hamaara Nahin Hai Na Kyun Jaan De De Wo Kismat Ka Maara Kismat Ka Maara Na Kyun Jaan De De Wo Kismat Ka Maara Kismat Ka Maara Zamaane Mein Jiska Sahaara Nahin Hai Hamein Ab Ye Jeena Gawaara Nahin Hai Ke Duniya Mein Koi Hamaara Nahin Hai.

More songs from Khel

Hamein Ab Ye Jeena Ghawara Lyrics - Khel (1950) | Indian Film History