Indian Film History

Pyaar Hone Lagaa Hai Lyrics

From Khel (2003)

Duration
5:08
Jaadoo saa mujhpe Chal rahaa jaane Kyun dil machal rahaa Khyaalon pe ye chhaya ye kaun Nigaahon mein aayaa ye kaun Pyaar hone lagaa hai Tujhko pyaar hone lagaa hai Dil khone lagaa hai Tujhko pyaar hone lagaa hai Jaadoo saa mujhpe chal rahaa Jaane kyun dil machal rahaa Deevaanepan kaa Nashaa ho rahaa hai Dil tumne maangaa To dil kho rahaa hai Badli hai dhadkan Bahki hain saansein Khushboo hai Aaj fizaaon mein Badli hai dhadkan Bahki hain saansein Khushboo hai Aaj fizaaon mein Pyaar hone lagaa hai Tujhko pyaar hone lagaa hai Dil khone lagaa hai Tujhko pyaar hone lagaa hai Jaadoo saa mujhpe Chal rahaa jaane Kyun dil machal rahaa Hun hun hun ho ho ho ho Ho ho ho ho hun hun hun hun Nazron se kuchh yun Nazar jud gayee hai Meri neend jaane Kahaan ud gayee hai Meethe se armaan Seene mein jaage Sajte hain khvaab Nigaahon mein Meethe se armaan Seene mein jaage Sajte hain khvaab Nigaahon mein Pyaar hone lagaa hai Tujhko pyaar hone lagaa hai Dil khone lagaa hai Tujhko pyaar hone lagaa hai.

More songs from Khel

Pyaar Hone Lagaa Hai Lyrics - Khel (2003) | Indian Film History