Tu Bansi Bajate Ho Lyrics | Khilaaf

                        
                        Radha ne kaha ek roz
Kaha jau shyam se
Wahi kahu main
Aaj tumhare naam se
Tum bansi bajate ho ya
Mujhe bulate ho
Tum bansi bajate ho ya
Mujhe bulate ho
Sara din tadpate ho
Sari rat jgate ho
Tum payal bajati ho
Ya mujhe bulati ho
Tum payal bajati ho
Ya mujhe bulati ho
Sara din tadpati ho
Sari rat jgati ho
Tum bansi bajate ho

Hai kon jo do anjano ko
Man ka mit bnata hain
Hai kon jo do anjano ko
Man ka mit bnata hain
Koi kuch bhi karta nahi
Ye mosam, mosam

Ye mosam geet bnata hain,
Tum git ye gate ho ya
Mujhe bulate ho
Tum bansi bajate ho ya
Mujhe bulate ho
Tum bansi bajate ho

Kali kali in aankho
Mein kya hain
Kali kali in aankho
Mein kya hain
Ye kala badal hain,
Ye kala badal hain
Tum pagal ho hoon diwane ho
Tum pagal ho deewane ho
Kuch aur nahi ye kajal hain
Tum kajal lgati ho
Ya ya mujhe bulati ho
Tum payal bajati ho
Ya mujhe bulati ho
Tum bansi bajate ho
Ya mujhe bulate ho
Tum bansi bajate ho.