Indian Film History

Khilona Jaankar Tum To Lyrics

From Khilona (1970)

Lyricist
Anand Bakshi
Duration
4:28
Khilona jaan kar tum Tho mera dil thod jaate ho Khilona jaan kar tum Tho mera dil thod jaate ho Oooo mujeh ishaal mein Kiske sahaare chod jaate ho Khilona jaan kar tum tho Mera dil thod jaate ho Khuda kaa vasata dekar Manalun door hoon lekin Tumhara raasta mein Roklun majboor hoon lekin Ke mein chal bhi nahin Sakta hoon aur tum daud jaate ho Okhilona jaan kar tum Tho mera dil thod jaate ho Gila tumse nahin koyi Magar afsos thoda hai Ke jis ghumne mera daaman Badi mushkil se choda hai Usi ghum se mera phir Aaj rishta jod jaate ho Okhilona Mere dil se na lo badala Zamaane bhar ki baaton kaa Thaher jaavo suno mehemaan Hoon mein chand raaton kaa Chale jaana abhi se kis Liye muh mode jaate ho Okhilona jaan kar tum Tho mera dil thod jaate ho.

More songs from Khilona

Khilona Jaankar Tum To Lyrics - Khilona (1970) | Indian Film History