Indian Film History

Yaad Tumhari Jab Jab Aaye Lyrics

From Khoj (1989)

Lyricist
Anjaan
Duration
6:33
Yaad tumhari jab jab aaye Bite dino ki yaad rulaye Yaad tumhari jab jab aaye Bite dino ki yaad rulaye Lakh bulana chahu tujhko Dil deewana bhul na paye Yaad tumhari jab jab aaye Bite dilo ki yaad rulaye Lakh bulana chahu tujhko Dil deewana bhul na paye Phool hi phool the kal raho mein Kadam kadam pe aaj hain kate Tum bichhade to kaun hain jo Dard mere dil ka bate Dard mere dil ka bate Do din pyar khwab dikhake Sari umar yun dil ko rulaye Lakh bulana chahu tujhko Dil deewana bhul na paye Teri talasha mein dar dar bhatke Gali gali awaz lagayi Kaha kaha na dhundha tujhko Surat teri nazar na aayi Surat teri nazar na aayi Aawaze de kyun dil usko Waqt kabhi jo laut na aaye Lakh bulana chahu tujhko Dil deewana bhul na paye Ye anhoni kyun ho jaye Jagi kismat kyun so jaye Sab kucehh milkar Ek pal mein kyun Ek pal mein sab kuchh kho jaye Ek pal mein sab kuchh kho jaye Aasu peekar kab tak koi Pyase dil ki pyas bujhaye Lakh bulana chahu tujhko Dil deewana bhul na paye Yaad tumhari jab jab aaye Bite dilo ki yaad rulaye Lakh bulana chahu tujhko Dil deewana bhul na paye.

More songs from Khoj

Yaad Tumhari Jab Jab Aaye Lyrics - Khoj (1989) | Indian Film History