Indian Film History

Ek Ladki Thi Main Dilruba Ban Gai Lyrics

From Khoon Bahaa Ganga Mein (1988)

Lyricist
Anand Bakshi
Duration
4:18
Meri baaton se aayega kisko yakeen Par haqikat hain ye main tabayat nahin Ek ladki thi main dilruba ban gayi Is tarah ek duaa baduaa ban gayi Ek ladki thi main dilruba ban gayi Is tarah ek duaa baduaa ban gayi Ek ladki thi main dilruba ban gayi Is tarah ek duaa baduaa ban gayi Ek ladki thi main dilruba ban gayi Is tarah ek duaa baduaa ban gayi Meri kismat ne ghar se uthaya mujhe Aur kothe pe laakar bithaya mujhe Meri paayal nahin ek zanjeer hain Ghunghroo mein bandhi meri taqdeer hain Meri taqdeer mein ho ooo.. Meri taqdeer mein kyaase kyaa bangayi Is tarah ek duaa baduaa ban gayi Ek ladki thi main dilruba ban gayi Is tarah ek duaa baduaa ban gayi Aaj ik nachane gaane wali hoon mein Aapki dee huyi ek gaali hoon mein Dekhlo mushkurana mujhe aa gaya Apne aansu chhupana mujhe aa gaya Bebasi bhi meri ho ooo… Bebasi bhi meri ik adda ban gayi Is tarah ek duaa baduaa ban gayi Ek ladki thi main dilruba ban gayi Is tarah ek duaa baduaa ban gayi Ek ladki thi main dilruba ban gayi Is tarah ek duaa baduaa ban gayi Ek ladki thi main dilruba ban gayi Is tarah ek duaa baduaa ban gayi.

More songs from Khoon Bahaa Ganga Mein

Ek Ladki Thi Main Dilruba Ban Gai Lyrics - Khoon Bahaa Ganga Mein (1988) | Indian Film History