Indian Film History

Khushboo Sa Lyrics

From Khoya Khoya Chand (2007)

Duration
3:55
Khushboo sa woh meri Saason mein bas jaayega Ek nasha sa banke meri Zindagi pe chha jaayega Karun intzaar mera Yaar kab aayega Yaadon mein woh rootha tha Khwaabon mein maan jaayega Bujh gayi hai shama Aake phir jalaayega Kab talak mere bin Kaho use raha jaayega Ha ha husn pe ho yakin Toh ishq dagmagaayega Karun intzaar mera Yaar kab aayega Woh julmi sitamgar Kab pachhtaayega Yaadon mein woh rootha tha Khwaabon mein maan jaayega Aaja aaja woh deewaane aaja Ek duje mein kho jaaye hum Duniya mein jitne ghum hai pyaare Hai sabse pyaara muhabbat ka ghum Zindagi bewafa aaj hai kal nahi Raat jo dhal gayi tum Nahi aur hum bhi nahi Ha ha husn pe ho yakin Toh ishq dagmagaayega Karun intzaar mera Yaar kab aayega Woh julmi sitamgar Kab pachhtaayega Yaadon mein woh rootha tha Khwaabon mein maan jaayega.

More songs from Khoya Khoya Chand