Indian Film History

Kehti Hai Bindiya Lyrics

From Khudai (1994)

Duration
4:53
Kehti hai bindiya bol re nindiya Kehti hai bindiya bol re nindiya Phulo ki jhadi thi zara aankh lagi thi Phulo ki jhadi thi zara aankh lagi thi Dekho dilbar mera kho gaya Haye re yeh kya ho gaya Haye re yeh kya ho gaya Sapno mein khoyi payal Kuch bhi to na boli payal Sapno mein khoyi payal Kuch bhi to na boli payal Koi geet sunati meri neend udati Koi geet sunati meri neend udati Dekho dilbar mera kho gaya Haye re yeh kya ho gaya Haye re yeh kya ho gaya Meri chudi nikli sautan Yeh raat bhi ho gayi bairan Meri chudi nikli sautan Yeh raat bhi ho gayi bairan Chudi bhi na khanki Bijli bhi na chamki Chudi bhi na khanki Bijli bhi na chamki Dekho dilbar mera kho gaya Haye re yeh kya ho gaya Haye re yeh kya ho gaya Mehka tha baalo mein ghajra Behka tha aankhon mein kajra Mehka tha baalo mein ghajra Behka tha aankhon mein kajra Roka na kisi ne toka na kisi ne Roka na kisi ne toka na kisi ne Dekho dilbar mera kho gaya Haye re yeh kya ho gaya Haye re yeh kya ho gaya Haye re yeh kya ho gaya Haye re yeh kya ho gaya Haye re yeh kya ho gaya Haye re yeh kya ho gaya.

More songs from Khudai

Kehti Hai Bindiya Lyrics - Khudai (1994) | Indian Film History