Indian Film History

Aye Dil Bata Hum Kahaan Aa Gaye Lyrics

From Khuni Khazana (1965)

Lyricist
Khawar Zaman
Duration
3:41
Aye dil bata hum kahaan aa gaye Nigaahen mili aur sharma gaye Aye dil bata hum kahaan aa gaye Nigaahen mili aur sharma gaye Aye dil bata aa Wo rag rag mein meri samaane lage Mohabbat ki mehfil sajaane lage Wo rag rag mein meri samaane lage Mohabbat ki mehfil sajaane lage Sajaane lage Zamaane mohabbat ke lo aa gaye Nigaahen mili aur sharma gaye Aye dil bata hum kaha aa gaye Nigaahen mili aur sharma gaye Aye dil bata Bahaaren hansi aur fiza so gayi Zindagi ek naye khwaab mein kho gayi Bahaaren hansi aur fiza so gayi Zindagi ek naye khwaab mein kho gayi Khwaab mein kho gayi Naye raaz ulfat ke hum paa gaye Nigaahen mili aur sharma gaye Aye dil bata hum kaha aa gaye Nigaahen mili aur sharma gaye Aye dil bata lalalalalala lalalalalala.
Aye Dil Bata Hum Kahaan Aa Gaye Lyrics - Khuni Khazana (1965) | Indian Film History