Is Jahan Ki Nahin Hain Lyrics | King Uncle

                        
                        Iss jahan ki nahi hain tumhari aankhe
Iss jahan ki nahi hain tumhari aankhe
Aasman se yeh kisne utari aankhe

Aaye hain hum jahan mein tumhare liye
Aaye hain hum jahan mein tumhare liye
Hain tumhare liye he hamari aankhe
Iss jahan ki nahi hain tumhari aankhe
Aasman se yeh kisne utari aankhe

Do jahan de ke le lu toh sasti hain yeh
Do jahan de ke le lu toh sasti hain yeh
Do jahan se bhi pyari tumhari aankhe
Do jahan se bhi pyari tumhari aankhe
Aasman se yeh kisne utari aankhe

Aaye hain hum jahan mein tumhare liye
Hain tumhare liye he hamari aankhe

Rehte ho aankho mein
Tum he abb raat din
Rehte ho aankho mein
Tum he abb raat din
Abb toh ghar hai tumhara
Hamari aankhen aankhe
Abb toh ghar hai tumhara
Hamari aankhen aankhe
Hain tumhare liye he hamari aankhe

Iss jahan ki nahi hain tumhari aankhe
Aasman se yeh kisne utari aankhe

Duniyawalo se rakhana bacha kar inhe
Duniyawalo se rakhana bacha kar inhe
Na churale koyi yeh tumhari aankhe
Na churale koyi yeh tumhari aankhe
Aasman se yeh kisne utari aankhe

Aaye hain hum jahan mein tumhare liye
Aaye hain hum jahan mein tumhare liye
Hain tumhare liye he hamari aankhe
Iss jahan ki nahi hain tumhari aankhe
Aasman se yeh kisne utari aankhe

Hain tumhare liye he hamari aankhe
Aasman se yeh kisne utari aankhe
Hain tumhare liye he hamari aankhe
Aasman se yeh kisne utari aankhe
Hain tumhare liye he hamari aankhe.