Mehboob Ki Mehbooba Ko Lyrics | Kismat

Lyricist : Amit Khanna
Music Director : Yash Kohli , Bappi Lahiri
Singer : T Meena
                        
                        mehbub ki mehbuba ko lalkaro nahi
nadano apni maut ko pukaro nahi
ha pukaro nahi
ha pukaro nahi
mehbub ki mehbuba ko lalkaro nahi
nadano apni maut ko pukaro nahi
ha pukaro nahi
ha pukaro nahi

yu hi lut jaye sasti ijjat nahi hai
yu hi lut jaye sasti ijjat nahi hai
tu jeet jaye teri kismat nahi hai
tu jeet jaye teri kismat nahi hai
abla ka ghunghat utaro nahi
nadano apni maut ko pukaro nahi
ha pukaro nahi
ha pukaro nahi

jo pyar karte hai wo darte nahi hai
jo pyar karte hai wo darte nahi hai
wo hai amar kabhi marte nahi hai
wo hai amar kabhi marte nahi hai
ishq ko yu hi dhikkaro nahi
nadano apni maut ko pukaro nahi
ha pukaro nahi
ha pukaro nahi

ye mana tumhari jitni taqat nahi hai
ye mana tumhari jitni taqat nahi hai
par yu haar jaye apni fitrat nahi hai
par yu haar jaye apni fitrat nahi hai
khuda ko jami par utaro nahi
nadano apni maut ko pukaro nahi
ha pukaro nahi

ha pukaro nahi
mehbub ki mehbuba ko lalkaro nahi
nadano apni maut ko pukaro nahi
ha pukaro nahi
ha pukaro nahi.