Gazab Bhaya Rama Jawani Me Lyrics | Kismetwala

Lyricist : Anjaan
Music Director : B N Darang , Bappi Lahiri
Singer : Amit Kumar
                        
                        ha gajab rama jawani me gajab rama jawani me
ho ek gori hasin pahan sadi mahin nahaye re
nadiya ke pani me
dekha vo jo na dekha jindagani me
gajab rama jawani me gajab rama jawani me
hay gora mukhda lat kajrari gora badan hay umar kuvari
hay gora mukhda lat kajrari gora badan hay umar kuvari
tan se lipti gai bhig ke sadi bhai re suratiya aur bhi pyari
o hua o hua o hua masti me chur tha jo usme surur
vo helna na aruna irani me
dekha vo jo na dekha jindagani me
dekha vo jo na dekha jindagani me
gajab rama jawani me gajab rama jawani me
hay aai naha ke jab vo kinare shola badan se phute sitare
hay aai naha ke jab vo kinare shola badan se phute sitare
ho gaye naina char hmare sharmai aise bahke najare
o chali o chali o chali aanchal sambhal kya batau vo chaal
pad gai thi ajab pareshani me