Indian Film History

Khushnuma Sa Ye Roshan Ho Lyrics

From Knock Out (2010)

Duration
5:27
Khushnuma khushnuma Khushnuma sa ye Roshan ho jahaan Khwaab jeenay ke Poorey ho yaha Zindagi se yun miley Koi pal na rootha sa Jisme khud se Bade dooriyan Khushnuma sa ye Roshan ho jahaan Khwaab jeenay ke Poorey ho yaha Zindagi se yun miley Koi pal na rootha sa Jisme khud se bade dooriyan Kuch ho shaamein Bhi shabnami Ho bheeni si subah Koi bhi na armaan ho fanaa Kuch ho shaamein Bhi shabnami Ho bheeni si subah Koi bhi na armaan ho fanaa Khushnuma sa ye Roshan ho jahaan Khwaab jeenay ke Poorey ho yaha Chootey na apne hi Jismo se kahin saaye Jeenay se na ho dil khafa Saansein ki tootey na Kabhi yeh kahin dorein Roothey na koi bhi dua Chootey na apne hi Jismo se kahin saaye Jeenay se na ho dil khafa Saansein ki tootey na Kabhi yeh kahin dorein Roothey na koi bhi dua Jee le sabhi har woh khushi Kho si gayi hai jo yaha Kuch ho shaamein Bhi shabnami Ho bheeni si subah Koi bhi na armaan ho fanaa Kuch ho shaamein Bhi shabnami Ho bheeni si subah Koi bhi na armaan ho fanaa Sone se dil ki yeh Fizaayein chate saari Baaki na koi hogi raat Soye se khwaabon ko Jagaane kabhi aaye Aisa bhi koi din naya Sone se dil ki yeh Fizaayein chate saari Baaki na koi hogi raat Soye se khwaabon ko Jagaane kabhi aaye Aisa bhi koi din naya Tootey yakeen abh na kahin Koi rukey na kaarwan Kuch ho shaamein Bhi shabnami Ho bheeni si subah Koi bhi na armaan ho fanaa Kuch ho shaamein Bhi shabnami Ho bheeni si subah Koi bhi na armaan ho fanaa Khushnuma.

More songs from Knock Out

Khushnuma Sa Ye Roshan Ho Lyrics - Knock Out (2010) | Indian Film History