Kabhi Na Sukun Aaya Lyrics | Koi Aap Sa

                        
                        jane kis mod pe le aayi
ye jindagi mai janu na
dhadkano ki ye bechainiya
aye humsafar pahchanu na

thahri jami thahra hai pal
man me machi kyu halchal
chubhti hai mujhko kyu duriya
koi na jane majburiya, majburiya

kabhi na sukun aaya, kabhi ka karar aaya
jab se hai tum pe mujhko pyar aaya
kabhi na sukun aaya, kabhi ka karar aaya
jab se hai tum pe mujhko pyar aaya
pyar aaya pyar aaya