In Pancchiyon Lyrics | Koi Mil Gaya

                        
                        Aina aina aina, ekna ekna ekna
Jogna jogna jogna, ekna ekna ekna

Aina aina aina, ekna ekna ekna
Jogna jogna jogna, ekna ekna ekna
In panchhiyo ko dekh kar jage hai ye arman
Dharati pe hum chalte hain par chhu lenge asman
Aina aina aina, ekna ekna ekna
Jogna jogna jogna, ekna ekna ekna
In panchhiyo ko dekh kar jage hai ye arman
Dharati pe hum chalte hain par chhu lenge asman

Yeh batao jara ham pankho bina jayenge kaise dur waha
Kuchh bhi ho sakta hai, kuchh bhi ho jayega ham itne nahi nadan
Ho yeh batao jara ham pankho bina jayenge kaise dur waha
Kuchh bhi ho sakta hai, kuchh bhi ho jayega ham itne nahi nadan
Aina aina aina, ekna ekna ekna
Jogna jogna jogna, ekna ekna ekna
En panchhiyo ko dekh kar jage hai ye arman
Dharati pe ham chalte hai par chu lenge asman

Dekhte jao tum aisa bhi ek din, ek din to jarur ayega
Ham se is duniya me, ek din har koyi jab hath milayega

Dekhte jao tum aisa bhi ek din, ek din to jarur ayega
Ham se is duniya me, ek din har koyi jab hath milayega