Indian Film History

Jay Ambe Jagadambe Maa Lyrics

From Krantiveer (1994)

Duration
7:26
Jab jab papi pap badaye Dharam pe garahan lagaye Trisuldhari pap mitane is dharti par aye Jay ambe jagadambe maa Tere dam se hai duniya Jay ambe jagadambe maa Tere dam se hai duniya Teri mahima koyi na jane Tujhse kon bacha hai yaha Jay ambe jagadambe maa Tere dam se hai duniya Teri mahima koyi na jane Tujhse kon bacha hai yaha Drishti daya ki jispe dale Tu uska uddhar kare Drishti daya ki jispe dale Tu uska uddhar kare Jag kalyani bhav sagar se Sabaka beda par kare Khali jholi bharne wali Kisko de de kab kitna Teri mahima koyi na jane Tujhse kon bacha hai yaha Jay ambe jagadambe maa Tere dam se hai duniya Teri mahima koyi na jane Tujhse kon bacha hai yaha Andhere me banke ujala Bhatake jano ko rah dikhaye Andhere me banke ujala Bhatake jano ko rah dikhaye Maiya kar santo ki raksha Shaitano ko aaj mita Jalim ko aisi saja de Rah na jaye koyi nishaa Teri mahima koyi na jane Tujhse kon bacha hai yaha Jay ambe jagadambe maa Tere dam se hai duniya Teri mahima koyi na jane Tujhse kon bacha hai yaha He maa rani devi bhawani Jyot jalane aaya hu Jyota wali mata kali Tujhko manane aaya hu He mehar vaishnav durga chandi Bas tere gun gaunga Baras baras mai inn charno me Shradha phul chadhaunga He ruk jayega dar pe tere agar Toofan bhi aayega Mere sar pe hath hai tera Mujhko kon mitayega.

More songs from Krantiveer

Jay Ambe Jagadambe Maa Lyrics - Krantiveer (1994) | Indian Film History