Sajan Tum Hume Yunhi Sataya Na Karna Lyrics | Krishna Krishna

Lyricist : Upendra Jha
Music Director : Upendra Jha , Shankar Jaikishan
Singer : Sharada
                        
                        sajan tum hame yuhi sataya na karna
sajan tum hame yuhi sataya na karna
kahi tum hame man se bhulaya na karna
kahi tum hame man se bhulaya na karna
sajan tum hame yuhi sataya na karna
man me viraje murat hai teri
man me viraje murat hai teri
chalke hai naina yad me teri
chalke hai naina yad me teri yad me teri
sada tum chupake hame man me rakhna
sada tum chupake hame man me rakhna
kahi tum hame man se bhulaya na karna
sajan tum hame yuhi sataya na karna
jaha bhi mai dekhu waha tu hi tu hai
jaha bhi mai dekhu waha tu hi tu hai
prem dagar ka sathi bhi tu hai
prem dagar ka sathi bhi tu hai sathi bhi tu hai
suno mere chaliye kabhi chal na karna
suno mere chaliye kabhi chal na karna
kahi tum hame man se bhulaya na karna
sajan tum hame yuhi sataya na karna
charno me tere hai meri kashi
charno me tere hai meri kashi
yug yug se hu mai teri dasi
yug yug se hu mai teri dasi mai teri dasi
daya karke mujhko sharan me tum rakhna
daya karke mujhko sharan me tum rakhna
kahi tum hame man se bhulaya na karna
kahi tum hame man se bhulaya na karna
sajan tum hame yuhi sataya na karna