Indian Film History

Saamne Baith Kar Lyrics

From Kuch Khatti Kuch Meethi (2001)

Duration
2:32
Saamne baith kar dil ko churaaye koi Saamne baith kar dil ko churaaye koi Aisi chori ka pataa kaise lagaaye koi Baji paayal chhama chham chham Suni chham chham, mar gaye tum Saamne baith kar dil ko churaaye koi Saamne baith kar dil ko churaaye koi Aisi chori ka pataa kaise lagaaye koi Baji paayal chhama chham chham Suni chham chham, mar gaye hum Usko dekhoon, usse chaahoon, ke usse baat karoon Badi mushkil mein hoon, main kaise mulaqaat karoon Voh rahe saamne aur zindagi guzar jaaye Uski tasveer meri aankhon mein utar jaaye Usko yeh raaz jaake bataaye koi Aisi chori ka pataa kaise lagaaye koi Baji paayal chhama chham chham Suni chham chham, mar gaye hum Saamne baith kar dil ko churaaye koi Aisi chori ka pataa kaise lagaaye koi Baji paayal chhama chham chham Suni chham chham, mar gaye tum Kabhi sharmaake, kabhi haske loot leti hai Dard mithaa sa mujhe har ghadi voh deti hai Uski kaatil adaaon pe hum to marte hai Usse maloom nahin pyaar hum kitna karte hai Hai hamaare jaisa deewana bataaye koi Aisi chori ka pataa kaise lagaaye koi Baji paayal chhama chham chham Suni chham chham, mar gaye tum Saamne baith kar dil ko churaaye koi Aisi chori ka pataa kaise lagaaye koi Saamne baith kar dil ko churaaye koi Aisi chori ka pataa kaise lagaaye koi Baji paayal chhama chham chham Suni chham chham, mar gaye tum Baji paayal chhama chham chham Suni chham chham, mar gaye hum.

More songs from Kuch Khatti Kuch Meethi

Saamne Baith Kar Lyrics - Kuch Khatti Kuch Meethi (2001) | Indian Film History