Indian Film History

Pehla Nasha Once Again Lyrics

From Kuchh Bheege Alfaaz (2018)

Duration
3:14
Chaahe tum kuchh na kaho maine sun liya Ki saathi pyaar ka mujhe chun liya Chun liya…maine sun liya haa! Pehla nasha, pehla khumar Naya pyaar hai naya intezar Kar loon main kya apna haal Aye dil-e-bekaraar Mere dil-e-bekaraar Tu hi bata…mm.. Pehla nasha, pehla khumaar… Udta hi phirun in hawaaon mein kahin Yaa main jhool jaaun inn ghataaon mein kahin Udta hi phirun in hawaaon mein kahin Yaa main jhool jaaun inn ghataaon mein kahin Ikk kar doon aasmaan aur zameen Kaho yaaron kya karoon kya nahin Pehla nasha… Pehla khumaar… Mmm… Naya pyaar hai naya intezar Kar loon main kya apna haal Aye dil-e-bekarar Mere dil-e-bekarar Tu hi bata… Tu hi bata… Tu hi bata… Tu hi bata…haa haa…
Pehla Nasha Once Again Lyrics - Kuchh Bheege Alfaaz (2018) | Indian Film History