Zara Se Agar Bewafa Lyrics | Kuchhe Dhaage

                        
                        Zara se agar bewafa hum na hote
Tumhari kasam dil ruba hum na hote
Tumhari kasam dil ruba hum na hote
Zara se agar bewafa hum na hote
Tumhari kasam dilruba hum na hote
Tumhari kasam dilruba hum na hote

Hasino ki fir to kadar kuch na hoti
Hasino ki fir to kadar kuch na hoti
Kisi ko hamari khabar kuch na hoti
Jadu bhari ye jajar kuch na hoti
Jara se jo kafar ada hum an hote
Jara se jo kafar ada hum an hote
Zara se agar bewafa hum na hote
Tumhari kasam dilruba hum na hote
Tumhari kasam dilruba hum na hote

Bhala kaun dil jodta aashiko ka
Bhala kaun dil jodta aashiko ka
Ye gum sath na chodta aashiko ka
Gum e ishk ki agar dawa hum na hote
Gum e ishk ki agar dawa hum na hote
Zara se agar bewafa hum na hote
Tumhari kasam dilruba hum na hote
Tumhari kasam dilruba hum na hote

Hume koi apni jawani na deta
Hume koi apni jawani na deta
Mohabbat me yu jindgani na deta
Shrab e najar ka koi pani na deta
Jo ek khubsurat bala hum na hote
Jo ek khubsurat bala hum na hote
Zara se agar bewafa hum na hote
Tumhari kasam dilruba hum na hote
Tumhari kasam dilruba hum na hote.