Meri Tujhse Hai Shiqayat Lyrics | Kundan

                        
                        meri tujhse shikaayat hai
meri tujhse shikaayat hai
are dono jaha waale
ujaada kyu chaman mera
are o aasma waale
meri tujhse shikaayat hai
are dono jaha waale
ujaada kyu chaman mera
are o aasma waale
meri tujhse shikaayat hai
are dono jaha waale

gulzaar mera sajaya, jhonka hawa ka kaisa ye aaya
charo taraf ab gam ka dhuaan hai
rasta na sujhe, tu hi dikha ja
tu hi dikha ja, tu hi dikha ja
meri tujhse shikaayat hai
are dono jaha waale
ujaada kyu chaman mera
are o aasma waale
meri tujhse shikaayat hai
are dono jaha waale

dhundhu kaha unhe ye to bata de
maalik mujhko rasta dikha de
hun main pareshaan jaaun kidhar
mushkil ko meri aasaan bana de
aasaan bana de, aasaan bana de
meri tujhse shikaayat hai
are dono jaha waale
ujaada kyu chaman mera
are o aasma waale
meri tujhse shikaayat hai
are dono jaha waale

aawaaz uski mujhko suna de
jaan me meri jaan ko la de
jab main jaanu tera karishma
bichhade hue dil fir se mila de
fir se mila de, fir se mila de
meri tujhse shikaayat hai
are dono jaha waale
ujaada kyu chaman mera
are o aasma waale
meri tujhse shikaayat hai
are dono jaha waale
are dono jaha waale
are dono jaha waale
are dono jaha waale