Indian Film History

Vafa Ke Naam Par Mitana Agar Tu Aabaru Apani Lyrics

From Ladki Pasand Hai (1971)

Singers
Mukesh
Lyricist
G L Rawal
Duration
4:14
Wafaa ke naam Par mitana nahi Aaya agar tujhako To phir jism-e-wafaa Bazar me Kyun bechati hai tu Agar tu aabaru Apni bacha leti To achha tha Jo apni aag me Khud ko jala leti To achha tha Agar tu aabaru apni Laga kar aag hotho se Kisi ka ghar jala dena Laga kar aag hotho se Kisi ka ghar jala dena Kisi ki jaan jana aur Tera muskara dena Ki tera muskara dena Kisi par jaan dekar Muskara leti to achha tha Agar tu aabaru apni Bacha leti to achchha tha Jo apni aag me khud ko Jala leti to achha tha Agar tu aabaru apni Sati to aan hoti hai tu Unaki nishaani hai Sati to aan hoti hai tu Unaki nishaani hai Na haragiz bhul begairat Tu hindostani hai Ki tu hindostani hai Agar tu sharm ko jevar Bana leti to achha tha Agar tu aabaru apni Bacha leti to achha tha Jo apni aag me khud ko Jala leti to achha tha Agar tu aabaru apni.

More songs from Ladki Pasand Hai

Vafa Ke Naam Par Mitana Agar Tu Aabaru Apani Lyrics - Ladki Pasand Hai (1971) | Indian Film History