Indian Film History

Sajna Aaja Daras Dikha Ja Lyrics

From Ladki (1953)

Duration
6:13
Sajana aaja daras dikha ja Tujhe fir yaad kiya mere piya aaja Dunia ke mele mein hum hai akele Tere bina dole jiya mere piya aaja Jaa bhi aye thandi hawa Leke aa pee ka pata Pee ka pata pee ka pata Use kahna hai sanam Achhe balam laut bhala Dil mera roye aankh na soye Dil mera roye aankh na soye Kaisa ye dukhda diya mera piya aaja Sajana aaja daras dikha ja Tujhe fir yaad kiya mere piya aaja Sajana aaja daras dikha ja Tujhe fir yaad kiya mere piya aaja Sajana aaja daras dikha ja Tujhe fir yaad kiya mere piya aaja Sajana aaja daras dikha ja Tujhe fir yaad kiya mere piya aaja Sab ke sajan laut ke aaye Yad piya ki meri jan jalaye Sab ke sajan laut ke aaye Yad piya ki meri jan jalaye Ruthe balam tujhe kaun manaye Ruthe balam tujhe kaun manaye Maine kya kasur kiya Mere piya aaja sajna aaja Darsh dikha ja Tuhje fir yaad kiya mere piya aaja Sajna aaja sajna aaja Sajna aaja Sajana aaja daras dikha ja Tujhe fir yaad kiya mere piya aaja Khinch ke layi tujhe Layi tujhe dil ki lagan Lagan hai mere sajan Khinch ke layi tujhe Layi tujhe dil ki lagan Lagan hai mere sajan Dekh ke tujhko hui Aaj meri preet magan Aaj meri preet magan Dekh ke tujhko hui Aaj meri preet magan Aaj meri preet magan Nache mera tan piya Sang sang man piya Nache mera tan piya Sang sang man piya Jhum raha hai jiya mere piya aaja Jhum raha hai jiya mere piya aaja Sajana aaja daras dikha ja Tujhe fir yaad kiya mere piya aaja Sajna aaja darsh dikha ja Tujhe fir yaad kiya mere piya aaja.

More songs from Ladki