Indian Film History

Jogi O Jogi Are Pyar Me Kya Hoga Lyrics

From Lakhon Me Ek (1971)

Lyricist
Anand Bakshi
Duration
4:37
Jogi o jogi are Pyar mein kya hoga Haaye re jogi o jogi Pyar mein kya hoga Har din suhana hoga achha Har rat suhani hogi Jogi o jogi are Pyar mein kya hoga Haaye re jogi o jogi Pyar mein kya hoga Har din suhana hoga Har rat suhani hogi Ban jayegi rate phir Sapno ki barate Gujrega ab jiwan Bas karde prem ki bate Ban jayegi rate phir Sapno ki barate Gujrega ab jiwan bas Karde prem ki bate Humse karo tum ye Wada wada to na tod degi Jogi o jogi are Pyar mein kya hoga Haaye re jogi o jogi Pyar mein kya hoga Har din suhana hoga Har rat suhani hogi Chanda tare soye Ye mast najare soye Rat ka jadu chaya Hum tum bin sare soye Chanda tare soye Ye mast najare soye Rat ka jadu chaya Hum tum bin sare soye Kaise hame nind aye Ham dono hai dil ke rogi Jogi o jogi are Pyar mein kya hoga Haaye re jogi o jogi Pyar mein kya hoga Har din suhana hoga Har rat suhani hogi Phulo ki payal ho Aur taro ka jhumar ho Prem nagar me saiya Eye kash hamara ghar ho Phulo ki payal ho Aur taro ka jhumar ho Prem nagar me saiya Eye kash hamara ghar ho Ghar ki jarurat nahi hai Tum mere dil me rahogi Jogi o jogi are Pyar mein kya hoga Haaye re jogi o jogi Pyar mein kya hoga Har din suhana hoga such Har rat suhani hogi.

More songs from Lakhon Me Ek