Indian Film History

Sun Sugana Re Lyrics

From Lakshmi (2014)

Lyricist
Manoj Yadav
Duration
5:42
Sun sugana re haayyyy Chunari ki pag bandhu Paijania re haayy Amma ki le jaa laado Balaiya re haayy Haayy haayy haayy Sun sugana rehaayy Babul ki odhe ud jaa Chunariya re haayy Bas jaa tu jake pi ki Nazariya re haayy Sanjh k haatho me Laaj ki mehndi Banke tu bhali Muskurana re haayy Rop ke baato me Preet ki mundri Piya ki gali laado Gun gunana re Ho Chod de choka chaki Madaiya re haayy Ganga kara du paar main Ganga kara du paar main Beet rani jas saari Umariya re haayy Rab se kara du karaar main Rab se kara du karaar main Sun sugana rehaay Bas jaa tu jake pi ki Nazariya re haayy

More songs from Lakshmi