Indian Film History

Khushiya Hazaar Le Ke Lyrics

From Lal Bangla (1966)

Duration
3:56
Khushiya hazaar le ke Dil ka qaraar le ke Din aisa aaye baar baar jiyaa Deta hai tum ko duaa duaa Deta hai tum ko duaa Khushiya hazaar le ke Dil ka qaraar le ke Din aisa aaye baar baar jiyaa Deta hai tum ko duaa duaa Deta hai tum ko duaa Jhume ji jhume bahaaron Mein jhume jawani Haan ye jawani muskuraati rahe Gungunaati rahe zindgaani Oye oye zindgaani muskuraati rahe Gungunaati rahe zindgaani Chhed jaaye koi dil ke taar jiyaa Deta hai tum ko duaa duaa Deta hai tum ko duaa Khushiya hazaar le ke Dil ka qaraar le ke Din aisa aaye baar baar jiyaa Deta hai tum ko duaa duaa Deta hai tum ko duaa Puray hon armaan adhuraa Na ho koi sapna aaa koi Sapna lehra ke dil mein sama ke Baney koi apna oye oye koi apna Lehra ke dil mein sama ke Baney koi apna jaise Gulshan mein aaye bahaar jiyaa Deta hai tum ko duaa duaa Deta hai tum ko duaa Khushiya hazaar le ke Dil ka qaraar le ke Din aisa aaye baar baar jiyaa Deta hai tum ko duaa duaa Deta hai tum ko duaa.

More songs from Lal Bangla

Khushiya Hazaar Le Ke Lyrics - Lal Bangla (1966) | Indian Film History