Indian Film History

Unke Khayal Aaye To Lyrics

From Lal Patthar (1971)

Duration
3:21
Un ke khayal aae to Aate chale gaye Un ke khayal aae to Aate chale gaye Deewana zindagi ko Banaate chale gaye Un ke khayal Jo saans aa rahi hai Usi kaa payaam hai Betaabiyon ko aur Badhaate chale gaye Un ke khayal Is dil se aa rahi hai Kisi yaar ki sada Is dil se aa rahi hai Kisi yaar ki sada Viraan mera dil tha Basaate chale gaye Un ke khayal Hosh o havaas pe Mere bijali si gir padi Masti bhari nazar se Pilaa ke chale gaye Un ke khayal aae to Aate chale gaye Deewana zindagi ko Banaate chale gaye Un ke khayal.

More songs from Lal Patthar

Unke Khayal Aaye To Lyrics - Lal Patthar (1971) | Indian Film History