Indian Film History

Har Mehfil Me Lyrics

From Lashkar (1989)

Lyricist
Anwar Sagar
Duration
4:49
Har mehfil mein Mera darza aam hua hain Ha saher ki har galiyon mein Mera naam hua hai Saher ki har galiyon mein Mera naam hua hain Koi kya jaane Kya mera anjaam hua hain Saher ki har galiyon mein Mera naam hua hain Saher ki har galiyon mein Mera naam hua hain Har mehfil mein Sholo pe chalta hoon main muskurake Sholo pe chalta hoon main muskurake Hasta hoon apne lahu ko bahake Jo mujhse takrane aata hain yaaro Nahi zinda bach ke wo jata hain yaaro Nahi zinda bach ke wo jata hain yaaro Meri takat se har Dushman nakam hua hain Saher ki har galiyon mein Mera naam hua hain Saher ki har galiyon mein Mera naam hua hain Har mehfil mein Mere dil ki jwala to us din bujhegi Mere dil ki jwala to us din bujhegi Jis din sitamghar ki hasti mitegi Bade zulm zalim ne dhaye jaha par Kahi naujawano ko chhoda mitakar Kahi naujawano ko chhoda mitakar Wo zalim to duniya mein Badnam hua hain Saher ki har galiyon mein Mera naam hua hain Saher ki har galiyon mein Mera naam hua hain Har mehfil mein Mera darza aam hua hain Ha saher ki har galiyon mein Mera naam hua hain Saher ki har galiyon mein Mera naam hua hain Saher ki har galiyon mein Mera naam hua hain Saher ki har galiyon mein Mera naam hua hain Saher ki har galiyon mein Mera naam hua hain Saher ki har galiyon mein Mera naam hua hain.

More songs from Lashkar

Har Mehfil Me Lyrics - Lashkar (1989) | Indian Film History