Aao Ri Pyari Bahana Jhilmil Gao Ri Lyrics | Lav Kush

                        
                        aao ri pyari bahana jhilmil gao re
bahu rani sita ji ki godh barao ri
bahu rani sita ji ki godh barao ri
aao ri pyari bahana jhilmil gao re
bahu rani sita ji ki godh barao ri
bahu rani sita ji ki godh barao ri

ek maas bita dusra maas bita
ye tisra mahina ye tisra mahina
kacha paka war man ko na bhawe thal
dekho bhukh lage na dekho bhukh lage na
hare hare amva ki chatni pisao ji
bahu rani sita ji ki godh barao ri
bahu rani sita ji ki godh barao ri

lag gaya satva mahina dekho
jhuka katin ho gaya jhuka katin ho gaya
kaise baharegi angnava ke achra khiskane laga
achra khiskane laga phulo ki sejh pe kinko sulao re
bahu rani sita ji ki godh barao ri
bahu rani sita ji ki godh barao ri

tulsi ki pujha kare suraj devta ki
kare vinati siya kare vinati siya
cham cham angana suhagino ne
bahu ko aashish de diya
nove mahine me to munna khilao re
bahu rani sita ji ki godh barao ri
bahu rani sita ji ki godh barao ri
aao ri pyari bahana jhilmil gao re
bahu rani sita ji ki godh barao ri
bahu rani sita ji ki godh barao ri