Indian Film History

Maaloom Lyrics

From Lekar Hum Deewana Dil (2014)

Duration
3:35
Oo oo oo oo Paisa vaisa kya pata Kaun kaisa kya pata Zinda hoon aaj main Iss se zyada kya pata Mera toh zamaane se Lena dena hi nahin Yaara gustakhi maaf Itna hi maaloom Jispe bhi tu sath ho Bas itna hi maaloom Yaqeen hai wahin hai Meri manzil ka raasta Meri manzil ka raasta Oooh ooh ooh Meri manzil ka raasta Meri manzil ka raasta Oooh ooh ooh Taare kaise bhala Hain todte kya pata Taare mil bhi gaye toh Tu karegi bhi kya Main gair maamooli Kartab dikha karke Saabit karun bol kya Kya hai tu mere liye Seedhe saade se Lafzon mein sun le zara Ha ha ha la la la aa Kasmein kya pata Reet rasmein kya pata Sachche pyaar ki Kismein vismein kya pata Mera toh zamaane se Lena dena hi nahin Yaara gustakhi maaf Itna hi maloom Jispe bhi tu sath ho Bas itna hi maaloom Yaqeen hai wahin hai Meri manzil ka raasta Manzil ka raasta Meri manzil ka raasta Manzil ka raasta Ha ha ha la la la aa.

More songs from Lekar Hum Deewana Dil

Maaloom Lyrics - Lekar Hum Deewana Dil (2014) | Indian Film History