Aur Tanha Lyrics | Love Aaj Kal

                        
                        Tuhi toh hai, tuhi toh hai,
Har pal hi teri baaton mein guzatra,
Itna kyun mere saath aaye tu,

Tu na jaane, tu na jaane,
Har pal mein tu hai main hoon,
Ya hai rasta,
Itna kyun mujhko door laayi tu,

Na main vaada karta hu,
Na main bhoola karta,
Tu hai toh sab raston pe,
Main kya dhoonda karta,
Yun tera hona bhi, aur tanha karta,

Tuhi toh hai, tuhi toh hai,
Jo hanste-hanste aankhein bhar sakti hai,
Ab itni toh pehchan ho gayi,
Nahin hai toh, nahi hai tu,
Ab chhoda hai tu sach mein chhod de mujhko,

Kyun har pal ki mehman ho gayi,
Main yun tanha jeeta hoon,
Jaise koi marta,
Ye bhi koi hona hai, jo hai aankhein bharta,
Yoon tera hona bhi, aur tanha karta.