Indian Film History

Dekhne Wale Dekh Lyrics

From Love AND Murder (1966)

Lyricist
Shevan Rizvi
Duration
4:04
Dekhne wale dekh karishma yaaro ka Takt milaya hoga takta charo ka Dekhne wale dekh karishma yaaro ka Takt milaya hoga takta charo ka Dekh palat jane kidhar hai Kisi ki topi kisi ke sar hai Hath safai bada hunar hai Naam hamara jadugar hai Hosh uda de bade bade hoshiyaro ka Dekhne wale dekh karishma yaaro ka Takt milaya hoga takta charo ka Churi baghal me raam ka nara Gale laga ke phere aara Aankhe ho to dekh najara Raat mein suraj din me tara Khel yaha sab paise ki snasaro ka Dekhne wale dekh karishma yaaro ka Takt milaya hoga takta charo ka Ajab hai naksa aaj sahar ka Kahi chatakha kahi pataka Dur kahi par hua damaka Koi na samjha sukr khudah ka Sahar me hoga ye shor kal akhbaro ka Dekhne wale dekh karishma yaaro ka Takt milaya hoga takta charo ka Dekhne wale dekh karishma yaaro ka Takt milaya hoga takta charo ka.

More songs from Love AND Murder

Dekhne Wale Dekh Lyrics - Love AND Murder (1966) | Indian Film History